Ek bachpan ka
Zamana tha,
Zamana tha,
Jisme khushiyon ka
Khazana tha,
Khazana tha,
Chahat chand ko
Paane ki thi,
Paane ki thi,
Par dil titli ka
Deewana tha.
Deewana tha.
Khabar na thi
Kuch subah ki,
Kuch subah ki,
Na shaam ka
Thikana tha,
Thikana tha,
Thak haarke aana school se,
Par khelne bhi jaana tha.
Maa ki kahani thi,
Pariyon ka fasana tha,
Barish mein kagaz ki naav thi,
Pariyon ka fasana tha,
Barish mein kagaz ki naav thi,
Harr mausam suhana tha.
Harr khel mein saathi the,
Harr rishta nibhana tha,
Gum ki zuban na hoti thi,
Na zakhmon ka paimana tha.
Harr rishta nibhana tha,
Gum ki zuban na hoti thi,
Na zakhmon ka paimana tha.
Rone ki wajah na thi,
Na hasne ka bahana tha,
Na hasne ka bahana tha,
Kyon ho gaye hum itne bade,
Isse achha to,
Woh bachpan ka zamana tha!!
Woh bachpan ka zamana tha!!
Aw! :( This one is heartbreaking :(
ReplyDeleteI miss my childhood days a lot!
awww!! me too Bhavya :(
DeleteI always listen to jagjit singh's "kagaz ki kashti" on this day and feel so teary :(
ReplyDeleteRicha
oh! that's a beautiful melodious song Richa :)
Deletegrowing old is mandatory, growing up is optional ;)
missing my child-days badly .. well said !
ReplyDeletethank you Ankur :)
Deleteसुन्दर रचना !
ReplyDeletethank you राकेश श्रीवास्तव :)
DeleteYou made me Teary.. :(
ReplyDeleteI am so missing my childhood days,The Days of no tension only Bindass Masti..
Aw! Thank you Harsha :)
DeleteMe miss those golden days too :)